Posts

Showing posts with the label Excel Formula 2

Excel Formula 2

Image
                          Rajeev Tiwari  Excel Formula sikhe aasaan bhasa me d. MATCH MATCH function INDEX function ke opposite kaam karte hai. Isse hum kisi cell ki value use karke ek specified range of cells mein uski relative range bata deta hai. Ab jaise mujhe  Pencil  ki relative range pata karni thi  Stationery  ki cell ki column range mein. Isse lagane ke liye sabse pehle likhe – =MATCH( Aur phir aap  lookup_value  mein vo value likh dein jiski range aap pata lagana chahte hai.Ismein aap chahein toh  Pencil  inverted commas  (like “Pencil”)  mein likhdein  ya  phir jiss cell mein aapne apne reference ke liye  Pencil  likha hai vo select karle aise- =MATCH(“Pencil”, OR =MATCH(G3, Ab apna  lookup_array  likhein. Lookup array vo array hota hai jismein aapki lookup value hoti hai. Ye humari specified range hoti...